Posts

Showing posts from April, 2017

Dosti

JAB HUME CHHOT LAGTI HAI WO PEHLE ATE HAI... JAB HAMARE AKHE NUM HOTI HAI.. WO FOOL BAN KE KHUSHIA LE ATE HAI JEEVAN KA MATLAB  HUME SIKHATE HAI HAR PARISTHITIYO ME ... NAYI  UMANG JAGATE  HAI UNKA ANDAZ HAI NIRALA.... UNKE BINA JEVAN ME HAI ANDHIYARA....   DEEP BAN KR .... UJALA KR DE SABKA  JEEVAN HASI-MAJAK SE  KRKE JEEVAN KA MATLAB SIKHA DETI HME BACHPAN SE AB TAK................. HATH PAKAD KE CHALA HAI HMNE, SIKHAYA HAI JEEVAN KA ART TMHUME.... BADLE ME  HASI KE DO BOL LEKR EK BHI NA TUTE YE DOR... EK BHI CHUUTE  NA PECHE.... BAND KRKE APNI HATHELI ME.... BAND KRKE  APNE YADOO ME RAKH LE ISEE.....RAKHLE  ISEEE....                                                                 

Vasant

Aya hai maina vasant ka khile hai ful bagh me ch-ch-ha utha hai  jeevan gunj rhi hai dhwani antraman me vyasth hai sabhi jantu tinke tinke jod kr .... ran -basera banane me ek duje ka sath nibhane me tivra dhup me tan ko jala kr chand si sheetal hawa me man ki thakan mita kr jism me nyi tarang la kr... har udan se nyi sikh le apne sapno ki pag par badthta ja pag pe badhta ja ,badhta ja aya hai mahina vasant ka.... aya hai mahina vasant ka......