Num akhe

                 

En lavj ne kabhi hasaya
akhe tab bhi num hui
ussi lavjo ne kabhi rulaya bhi
akhe tab bhi num hui
akhe abhi num hai
ek asha bhari umeed leke.....

urte hue pakshi ki khusi ki tara
gagan ko chu ke ane ke lalak.....
wo pal bhar me guzar gaye...
janjeero me jakre hue pakshi ki tarah
wo pal guzar hi rhe hai.....
andhero ki saye me wo pal tham se gaye.

aaj kabhi un palo ko saye me
hm has lete hai aur kabhi ro lete  hai....
akhe num to abhi hai
 jise dundhe ye num akhe
wo ab hai kaha
....wo hai kaha... wo hai ab kaha....
na jane hai wo kaha????


Comments

Popular posts from this blog

Bachpan ki baarish

Imagination

Ek lama...